Do chidiyo ki prem kahani ek din
female chidiya ne bola ki muje,
chodker kahi tum ud to nahi
jaoge mail chidiya boli ud jaunga
to tum
pakad lena female chidiya boli
me tumhe pakad sakti hu par fir
pa nahi sakti
male chidiya ki ankhon me anshu
agaye or usne apne pankh tod
diye or
bola ab ham hamesha sath
rahenge ek din jor se tufan ane
wala tha
to female chidiya udne lagi tabhi
male chidiya ne kaha tum ud jao
me nahi ud sakta female chidiya
boli apna khyal rakhna
kehkar ud gayi,jab tufan thama
to female chidiya
wapas us ped par aai to dekha ki
male chidiya mar chuki thi
or ek dali per likha tha kash ek
bar to kehti ki me
tumhe nahi chod sakti to shayad
me tufan ane se pehle nahi
marta....
haresh6992
